Skip to main content

Posts

Showing posts from 2020

उसकी याद आई

⭐  मुझे उसकी याद आयी ।         बड़े दिनों बाद आई । खबर मिली थी वो तो खुश है मेरे बग़ैर । दर्दों से भरी शाम क्या गुज़री । अष्रो से भरी रात आयी ।। ⭐  लगता है भुला दिए हैं उसने वादे बफाई के। अब घैरों को संदेशे देने की बात आई ।       मेरी कब्र में मेरी लाश हुई ख़त्म।       उसकी झोली में पूरी कायनात आई। इश्क़ के खेल में अनजान हार गया । चांदनी रातों के बाद अंधेरी रात आई ।। ⭐  काफिले भी खाली थे तब उस दर के । दर उसके पर जब इश्क़ की मेरे फ़रियाद आई।          अब सुना है किस्से ख़त्म नहीं होते ।          उसके चाहने वालों के। मेरी लाश क्या डूबी । उसकी सांसों में सांस आई ।। ⭐  मेरी खबर में मेरा नाम नहीं । उसकी कागज़ की नांव आई ।         अब पर्दा तो रुकसत हो चुका उसकी बफायी का ।          उसकी आंख तक ना नम हुई ।          मेरी आंसुओं की बरसात आई । लगता तबीयत ठीक नहीं खयालों की । महफ़िल मोहब्बत की सजी और ...

🤗kon krta hai(कौन करता है)

कौन करता है  इश्क़ हकीकी कौन करता है, यूं आयतों कुरानों को कौन पड़ता है, सब दिलोदिमाग से खेलते है यारो, यूं रुहानिय पर कौन मरता है, बात मतलब से करते करते, अदब से आज कौन करता है, मिठी मिठास लिए चेहरे पर, दूसरों की जिंदगी में मिठास कौन भरता है, यूं समझ लो वो समझाई ही नहीं गई, जो कसमें उसने दोहराई थी , उससे निभाई ही नहीं गई, यूं आंसुओं के दरिया से समंदर कौन भरता है, दिल देखकर भला प्यार कौन करता है, साफ़ रास्तों पर चलते चलते अब, कांटों के रास्तों पर कौन चलता है, अपनों से तोड़ के गांठ इश्क़ की, भला गेरो से रिश्ता कौन रखता है, कौन रखता है जली हुई चिंगारी पर पैर, हथेली पर जां कौन रखता है, सब खुश होते हैं देख, दूसरों का घर टूटता, अपने मकां से कौन जलता है। ।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।।। #koushal_s #Anjaan_s Visit our Telegram:- http ://t.me/TheAnjaanSeries

❣️AJNABI ULZA SA

                               Ajnabi ulza sa     Alfaazo mai ulaz sa gya kisi ki yaad me, Jo likha tha bhula diya, kisi ki aawaj ne, Uski baaton ke dariya me ajj b koi behta hoga, Muje to kinara mil gya ab ashko ke aab se. Roya khoob tha bishadne pr usse,  use takleef tak na hui  Oro se khul kr has liya ab mene, Us raat se kambakht ye aankh na soi. Socha phir dil lga hi lenge , Kisi ajnabi ko phir apna bna hi lenge , Pr dar laga phir tutne se, Abhi abhi to mnayi bethe the , Kismat ko phir ruthne se           !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! #_koushal_s #anjaan_s

💜VO INSAAN

VO INSAAN Jindagi mai sbke ata hai ik insaan esa, Iman ko Shod de beyiman esa, Takleefe, dard bar deta hai aasani se Thokar b na lage use be-jaan esa. Qurbate deedar mai qurbaan esa, Julmo vyavhar mai shetaan esa, Khel khel mai khel jata hai nadani se, Pucho to muskura de naadan esa. Lgta ye safar jindagi ka aasan esa Jeene pr lag jaye pta kre preshan esa Aa jaati thi chehre pr khushi jiske pass hone se Sab bhula diya uski yaadon ne, kiya Anjaan esa !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! #__koushal_s #anjaans #anjaanlikhawat

😶MOHABBAT-E-DAASTAAN

                Mohabbat-e-daastaan 👉Mai mohabbat e daastaan byaan kese kru, Ishq ki nagmo ko kese padu, Yha ruh se ruh tak k mukaam hai, Is mukaam ko inteha kese karu. 👉Bo kehte the ek pal b na judda honge,  Chale ge, jab tak jiyege, Chal diye, wakt bura hua jese , Mai ese khudgarz yaar ka intezar kese karu, Mai mohabbat e daastaan byaan kese kru. 👉Dhadkan dil ki dafan dil mai hi reh gyi, Aansu aankh k raat k andhere mai beh gye, Sikhao muje b bewafai ka nagma koi, In dilo se mai b vyapar kese kru, Jo mahir hai is khel k, Dil kisi ka tod kisi doosre se mail k, Ab vo hi mujhe btado ki mai pyaar kese karu, Mai mohabbat e daastaan byaan kese kru. 👉Mana mai Anjaan hu,  Pagal b hu thoda, Pr mai nhi beyimaan hu, Mana usne ishq kiya izhaar kiya, Vaado ki mala pehen use utaar b diya, Bikhre moti ab yha-bha, dar-badar, Ine sametu kese ya bekaar kese karu, Uljhan mai hu ki mai fir ye galti or ek baar kese karu, Mai mohabbat e daastaan byaan k...

⏳ WAQT

Waqt Suraj nikla tha phool khile the, Kabi hmare b armaan kisi se mile the, Fir waqt badla , na shaam ayi, Na saans ruki na sath guzra waqt layi, Bikhre armaan tab, hum bhatke dar badar jab, Kyio k chehre pr tab ghul khile the, Or Kyi khush the un phoolon ki mehak lekar, Jo kabi hmare hi bhaag mai khile the, Hum to ghum the keher se, waqt k Hume humse b zada chahne bale, Magan the kisi or bansoori ki dhun mai, Or jo bde vaade krte the kbi, Waqt badla to bo b ghum gye khi, Na pyaar yaad rha, na hum, Bo b ese badle jese taare tute saare, Aasmaa se chun chun k #_koushal_s #_anjaan_ !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

❣️ANJAAN

ANJAAN Mana Badalna fitrat thi uski, Insan hi to tha, Vaado k darmiyan uska mukrna, Beyimaan hi to tha. Lgta ajab sa tha, Ye rishta gazab sa tha, Lga jaan aa gyi ab muurdo mai , Magar vo be-jaan hi to tha. Ab dooriyan b khoob hogi , Mai to roya hi tha, Royi vo b zaroor hogi, Kahani adhuri hi sahi meri, Kisi ki mukammal b zaroor hogi, Mere yakeen ka usne, Waah kya sila diya, कमसेकम Dokhe mai vo meharbaan hi to tha, Muje to jinjod diya uski yaadon ne hi, Is khata se mai Anjaan hi to tha. #_koushal_s #_anjaan_ !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

🙏Mohabbat Ki Nhi

Mohabbat ki nhi Mohabbat ki nhi hmne, Vo dard, Gum-e-anssuo ki barsaat kbhi pee nhi hmne, Kbhi tumhe shiddat se na chaha Kbhi tumhe  lagi chot ko na saha , Vo ayene mai tum or bo tasveer kbhi li nhi hmne, Mohabbat ki nhi hmne Kbhi tune shayad vaada b na kiya hoga, Apni khushi ko bhul, mai kbhi teri khushi mai na jiya hoga, Ho chahe namumkin jesa hi, Mgr tere bulane pr bo door ka b safar, Tey na kiya hoga, Mgr j sach hai ki tujhe bhulne k liye, Sharab kbhi pee nhi hmne, Mohabbat kbhi ki nhi hmne. Mana Teri zulfo ki tarif kbhi ki nhi, Are man liya tere hotho pr muskan kbhi thi nhi, Tu alag hai sbse, Ye veham soch jindgi kbhi jee nhi hmne, Schi yrr mohabbat to kbhi ki nhi hmne. Visit our Tellegram:-  https://t.me/TheAnjaanSeries ❣️#_koushal_s❣️ ❣️#_anjaan_❣️ !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

SAFAR

Safar ➡️ Ishq mai gham ho beshak,       Koi gham nhi,      Aazmayish ho to azmaya nhi jata,      Dard ho to ro lijiye janab,      Yu muskura kr har dard shupaya nhi jata. ➡️Jo pehle se hi pareshan betha ho,      Narm halat be-jaan betha ho      Yu use  or na stao     Ab jo khud mureed ho tumhari halat ka     Yu use dil ka haal to mat na btao ➡️Suna tha jo shiddat se chahe use sab milta hai , Num aankhe nhi hoti chehra khushi se khilta hai, Vo vaade iraado ko toda nhi jata Yu ye khel mohabbat ka kbi shoda nhi jata  ... ➡️Mgr dar lgta hai ab phir yakeen krne se Gumnam si gali ki trf phir chlne se Maluum b hai ki yu hathon ki lakeero ko moda nhi jata Ye dard e tanhai ka safar shoda nhi jata !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! #_kouahal_s #_anjaan_

❣️Na Mile

                          Na Mile  Dunda jin mandiron mai mene, Vha pathar to mila bhagwaan na mila, Mil t a na ho gum jha insaan ko insaan se, Bo jahan to mila insaan na mila. Jhuthi rewayat ko apnani janta hai, Har shakhs jha beyimani janta hai, Beyiman to mila,anjaan na mila. Koi 2-roti ka muhtaj ho gya, Kisi k pass ghar nhi or bo sadak pr hi so gya, Madad k numayinde to kyi mile jahan me, mehrbaan koi na mila. Insaniyat to mit hi gyi ab logo k dil se, Ab freb aur dokha hi apas mai mil gye, Jha vaade to mile ,imaan na mila. Jha jo  ilzaam lge gaddari k, Behkti hui chingari se, Jo galat kirdar tha bo kirdar na mila, Aag to lagi dikhi sabko, Mai roya q ki bo chingaar na mila. !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! #_koushal_s Visit our Telegram:-  https://t.me/TheAnjaanSeries #_TheAnjaan