ANJAAN Mana Badalna fitrat thi uski, Insan hi to tha, Vaado k darmiyan uska mukrna, Beyimaan hi to tha. Lgta ajab sa tha, Ye rishta gazab sa tha, Lga jaan aa gyi ab muurdo mai , Magar vo be-jaan hi to tha. Ab dooriyan b khoob hogi , Mai to roya hi tha, Royi vo b zaroor hogi, Kahani adhuri hi sahi meri, Kisi ki mukammal b zaroor hogi, Mere yakeen ka usne, Waah kya sila diya, कमसेकम Dokhe mai vo meharbaan hi to tha, Muje to jinjod diya uski yaadon ne hi, Is khata se mai Anjaan hi to tha. #_koushal_s #_anjaan_ !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!