Kbi kbi jindagi me,
Anjaan raaste b mil jate hai,
Kuch khaas , kuch ajeej , kuch kreeb k,
Kuch insan ese naseeb k, mil jate hai ,
Kbi suke fool ek barish me khil jate hai,
Kbi dooriyon me b musafir mil jate hai,
Kbi takraar apas me hi hoti hai,
Kbi khud hi khud se shin jaate hai,
Kbi khoob hss dete hai khud pr,
Aansu b kbi haskr pee dete hai,
Kbi shonk me b nach uthte hai,
Kbi khushi me b andr se gir jaate hai,
Kbi sbke sath chalkar bhi akele hote hai,
Kbi khud me hi khud mil jate hai.
Comments
Post a Comment